Wednesday 5 October 2011

SATH AGAR

Saath Agar DogeTo Muskraenge Jarur
Dosti Dilse Kroge To Nibhaenge Jarur,

Raah Me Kitne Kante Q Na Ho,
Aawaz Agar Dilse Doge To Ayenge Jarur.

Thursday 22 September 2011

AAJ VEERAN APNA GHAR DEKHA

AAJ VEERAN APNA GHAR DEKHA,
TO KAI BAAR JHANKH KAR DEKHA

PAAON TUTE HUE NAZAR AAYE,
EK THEHRA HUA SAFAR DEKHA

HOSH MEIN AA GAYE KAI SAPNE,
AAJ HUMNE WO KHANDEHAR DEKHA

RAASTA KAATKAR GAI BILLI,
PYAR SE RAASTA AGAR DEKHA

NAALION MEIN HUYAAT DEKHI HAI,
GAALIYON MEIN BUDA ASAR DEKHA

USS PARINDE KO CHOT AAYI TO ,
AAPNE EK-EK BAAR DEKHA

HUM KHADE THE KI YE JAMI HOGI,
CHAL PADI TO IDHAR UDHAR DEKHA

Monday 19 September 2011

IS RAASTE KE NAAM

IS RAASTE KE NAAM LIKHO EK SHAM AUR,
YA ISME ROSNI KA KARO EK INTJAAM AUR

AANDHI MEIN SIRF HUM HI UUKHAD KAR NAHIN GIRE,
HUMSE GUDA HUA THA KOI EK NAAM AUR

MARGHAT MEIN BHEED HAI YA MAZARON PE BHEED HAI,
AB GUUL KHILA RAHA HAI TUMHARA NIZAM AUR

GHUTNO PE RAKH KE HATH KHADE THE NAMAJ MEIN,
AA JA RAHE THE LOG JEHUN MEIN TAMAM AUR

HUMNE BHI PEHLI BAAR CHAKHI TO BURAI LAGI,
KADWI TUMHE LAGEGI MAGAR EK JAAM AUR

HEERAN THE APNE AAKS PE GHAR KE TAMAM LOG,
SHEESA CHATAK GAYA TO HUA EK KAAM AUR

UNKA KAHIN JAHAN MEIN THIKANA NAHIN RAHA,
HUMKO TO MIL GAYA HAI ADAB MEIN MUKAM AUR

Saturday 10 September 2011

IS RAASTE KE NAAM LIKHO

IS RAASTE KE NAAM LIKHO EK SHAM AUR,
YA ISME ROSNI KA KARO INTJAAR AUR

AANDHI MEIN SIRF HUM HI UKHADKAR NAHIN GIRE,
HUMSE JUUDA HUA THA KOI EK NAAM AUR

MARGHAT MEIN BHEED HAI YA MUJAARO PE BHEED HAI,
AB GUL KHILA RAHA HAI TUMHARA NIJAAM AUR

GHUTNO PE RAKH KE HAATH KHADE THE NAMAJ MEIN,
AA-JA RAHE THE LOOG JEHAN MEIN TAMAM AUR

HUMNE BHI PEHLE BAR CHAKHI TO BURI LAGI,
KADVI TUMHE LAGAEGI MAGAR EK JAAM AUR

HEERAN THE APNE AAKS PE GHAR KE TAMAM LOG,
SHESA CHATAK GAYA TO HUA EK KAAM AUR

UNKA KAHIN JAHAN MEIN THIKANA NAHIN RAHA,
HUMKO TO MIL RAHA ADAB MEIN MUKAM AUR

Friday 9 September 2011

MARNA LAGA RAHEGA YAHAN

MARNA LAGA RAHEGA YAHAN JEE TO LEJEEYE,
AISA BHI KYA PARHEJ, JURA-SE TO LEJEEYE

AB RIND BACH RAHEN HAIN JURA TEJ RAKS HO,
MEHFIL SE UTH LEEYE HAIN NAMAJI TO LEEJEYE

PATTO SE CHAHTE HO BEJEN SAAJ KI TARAH,
PEDO SE AAP PEHLE UDASI TO LEEJEYE

KHAMOSH REHKE TUMNE HUMARE SAWAL PAR,
KAR DI HAY SAHAR BHAR MEIN MANADI TO LEEJEYE

YE ROSNI KA DARD YE SIHARAN, YE AARZOO,
YE CHEJ JINDAGI MEIN NAHI THI TO LEEJEYE

PHIRTA HAI KAISE KAISE KHAYALO KE SATH WO,
USS ADMI KI JAMATALASI TO LEEJEYE

Wednesday 31 August 2011

CHANDNI CHHUT PE CHAL RAHI

CHANDNI CHHUT PE CHAL RAHI HOGI,
AB AKELI TEHEL RAHI HOGI

PHIR MERA JIKAR AA GAYA HOGA,
WO BARAF-SI PIGAL RAHI HOGI

KAL KA SAPNA BAHUT SUHANA THA,
YE UDASI NA KAL RAHI HOGI

SOCHTA HUN KI BUND KAMRE MEIN,
EK SAMHA SI JAL RAHI HOGI

SEHAR KI BHEED BHAAD SE BACHKAR,
TU GALI SE NIKAL RAHI HOGI

AAJ BUNIYAAD THARTHARATI HAI,
WO DUA PHOOL-PHUL RAHI HOGI

TERE GEHNO SI KHANKHANATI THI,
BAAZRE KI FASAL RAHI HOGI

JIN HAWAO NE TUJHKO DULRAYA,
UNME MERI GAZAL RAHI HOGI

Monday 29 August 2011

KAHIN PE DOOP KI CHADAR

KAHIN PE DHOOP KI CHADAR BICHA KE BEETH GAYE,
KAHIN PE SHAM SIRHAANE LAGAKE BEETH GAYE

JULE JO REET MEIN TLUVE TO HUMNE YE DEKHA,
BAHUT SE LOG WAHIN PE CHUTPUTA KE BEETH GAYE

KHADE HUE THE ALAWO KI AANCH LENE KO,
SAB AAPNI -AAPNI HATHELI JULA KE BEETH GAYE

DUKAANDAR TO MELE MEIN LUT GAYE YAARO,
TAMAASBEEN DUKAANE LAGA KE BEETH GAYE

LAHU LUHAAN NAZRO KA ZIKAR AAYA TO,
SHAREEF LOG UTHE AUR DOOR JAAKE BEETH GAYE

YE SOCHKAR KI DARKHUTO MAIN CHANW HOTI HAI,
YAHAN BABOOL KE SAAYE MEIN AAKE BEETH GAYE

DEKH DEHLEEJ SE KAI

DEKH DEHLEEJ SE KOI NAHIN JAANE WALI,
YE KHATARNAK SACHCHAI NAHIN JAANE WALI

KITNA ACHCHA HAI KI SAANSON  KI HAWA LAGTI HAI,
AAG AB UNSE NAHIN BUJAHAI NAHIN JAANE WALI

EK TALAB SI BHAR JAATI HAI HAR BAARISH MEIN,
MEIN SAMAJHTA HUN YE KHAI NAHIN JAANE WALI

CHEEKH NIKLI TO HAI HOTHO SE, MAGAR MADDHAM HAI,
BUND KAMRO MEIN NAHIN SUNAI JAANE WALI

TU PARESHAAN BAHUT HAI,TU PARESHAN NA HO,
IN KHUDAON KI KHUDAI NAHIN JAANE WALI

AAJ SADKO PE CHALE JAO TO DIN BEHLEGA,
NHUND GAJLO SE TANHAI NAHIN JAANE WALI




IS NADI KI DHAAR MEIN

IS NADI KI DHAAR MEIN THANDI HAWA AATI TO HAI,
NAO JARJAR HI SAHI, LEHRON SE TAKRATI TO HAI

EK CHINGARI KAHIN SE DHOONDH LAO DOSTO,
IS DIYE MEIN TAEL SE BHEEGI HUI BAATI TO HAI

EK KHANDHAR KE HRIDY SI, EK JUNGLI PHOOL SI,
AADMI KI PEER GOOGNGI HI SAHI, GAATI TO HAI

EK CHADAR SAANJH NE SAARE NAGAR PAR DAAL DI,
YEH AANDHERE KI SADAK US BHOR TAK JAATI TO HAI

NIRWACHAN MAIDAN MEIN LETI HUI HAI JO NADI,
PATTHARO SE, OAT MEIN JO JAAKE BATYATI TO HAI

DUKH NAHIN KOI KI UPLABDHIYON KE NAM PAR,
AUR KUCH HO YA NA HO, AAKASH SI CHAAATI TO HAI

Sunday 28 August 2011

KAISE MANJAR SAAMNE AANE

KAISE MANZAR SAAMNE AANE LAGE HAIN,
GAATE-GAATE LOG CHILLAANE LAGE HAIN

AAB TO IS TALAB KA PANI BADUL DO,
YE KAMWAL KE PHOOL KUMHLAANE LAGE HAIN

WO SALIBON KE KAREEB AAYE TO HUMKO,
KAAEDE-KANOON SAMJHAANE LAGE HAIN

EK KABRISTAAN MEIN GHAR MIL RAHA HAI,
JISME TEHKHANO MEIN TEHKHAANE LAGE HAIN

MACHLIYON MEIN KHALBALI HAI , AAB SUFEENE,
OUS TARAF JAANE SE KATRAANE LAGE HAIN 

MOLVE SE DAINT KHAKAR AAEHLE MAKTAB,
PHIR USI AAYAT KO DOHRAANE LAGE HAIN

AAB NAI TEHJEEB KE PAASE -NAZAR HUM,
AADMI KO BHOONKAR KHAANE LAGE HAIN 
 

KAHAN TO TEH THA

KAHAN TO TEH THA CHIRANGAN HAREK GHAR KE LIYE,
KAHAN CHIRAG MEYSAR NAHIN SEHAR KE LIYE

YAHAN DARKHATON KE SAAYE MEIN DHOOP LAGTI HAI,
CHALO YAHAN SE CHALEN AUR UMR BHAR KE LIYE

NA HO KAMIJ TO PAON SE PATE DHAK LENGE,
YE LOG KITNE MUNASIB HAIN, IS SAFAR KE LIYE

KHUDA NAHIN, NA SAHI, AADMI KA KHAWAB SAHI,
KOI HASEEN NAZARA TO HAI NAZAR KE LIYE

WE MUTMIN HAIN KI PATTHAR PIGAL NAHIN SAKTA,
MEIN BEKARAR HUN AAWAZ MEIN ASAR KE LIYE

TERA NIZAM HAI SIL DE JUBAN SAYAR KO,
YE EHTIYAT ZARURI HAI IS BEAHR KE LIYE

JIYEN TO AAPNE BAGEECHE MEIN GULMOHAR KE TULE,
MAREIN TO GAER KI GALIYON MEIN GULMOHAR KE LIYE


PUK GAYI HAI AADUTEIN

PUK GAYI HAIN AADUTEIN, BAATON SE SAR HONGI NAHIN,
KOI HUNGAMA KARO, AAISE GUZAR HOGI NAHIN

IN THITHURTI UNGLIYON KO IS LAPAT PAR SENK LO,
DHOOP AB GHAR KI KISI DEEWAR PAR HOGI NAHIN

BOOND TAPKI THI MAGAR WO BOONDE-BAARISH AUR HAI,
AISI BAARIS KI KABHI UNKO KHABAR NAHIN HOGI

AAJ MERA SATH DO, WAISE MUJHE MALOOM HAI,
PATHRON MEIN CHEEKH HARGHIJ KARGAR HOGI NAHIN

AAPKE TUKHDO KE TUKDE KAR DIYE JAAENGE PAR,
AAPKI TAAJIM MEIN KOI KASAR HOGI NAHIN

SIRF SHAYAR DEKHTA HAI KEHKAHO KI AASLIYAT,
HAR KISI KE PAAS TO AISI NAZAR HOGI NAHIN

Saturday 27 August 2011

YE ROSNI HAI

YE ROSNI HAI HAQIKAT MEIN EK CHUL LOGO,
KI JAISE JAL MEIN JHULUKTA HUA MAHAL LOGO

DURUKHT HAI TO PARINDE NAZAR NAHIN AATE,
WO MOSTHUK HAIN WAHI HUK SE BEDAKHAL LOGO

WO GHAR MEIN MEEJ PE KOHNI TIKAYE BEETHI HAI,
THAMI HUI HAI WAHIN UMAR AAJKAL LOGO

KISI BHI KOM KI TAAREKH KE UJALE MEIN,
TUMHARE DIN HAIN KISI RAAT KI NAKL LOGO

TAMAM RAAT RAHA MEHWE KHAWABH DEEWANA,
KISI KI NEEND MEIN PADTA RAHA KHALAL LOGO

JARUR WO BHI ISI RAASTE SE GUZRE HAIN,
HUR AADMI MUJHE LAGTA HAI HUM SHAKL LOGO

DIKHE JO PAON KE TAJANISAN SEHRA MEIN,
TO YAAD AAYEIN HAIN TALAB MEIN KAMBAL LOGO

WE KEH RAHE HAIN GAZLAGO NAHIN RAHE SHAYAR,
MEIN SUN RAHA HUN SIMAT SE GAZAL LOGO

CHANDNI CHAAT PE CHAL RAHI

CHANDNI CHAAT PE CHAL RAHI HOGI,
AB AKELI TAHAL RAHI HOGI

PHIR MERA JIKR AA GAYA HOGA,
WO BARAF SI PIGAL RAHI HOGI

KAL KA SAPNA BAHUT SUHANA THA,
YE UDASI NA KAL RAHI HOGI

SOCHTA HUN KI BUND KAMRE MEIN,
EK SHUMA SI JAL RAHI HOGI

SEHAR KI BHEED BHAAD SE BACHKAR,
TU GALI SE NIKAL RAHI HOGI

AAJ BUNIYAD THARTHARATI HAI,
WO DUA PHOOL-PHOOL RAHI HOGI

TERE GEHANO SE KHANKHANATI THI,
BAZRE KI PHASAL RAHI HOGI

JIN HUWAON NE TUJHKO DULRAYA,
UNME MERI GAZAL RAHI HOGI  

KAHIN PE DHOOP KI CHADAR

KAHIN PE DHOOP KI CHADAR BICHA KE BETH GAYE,
KAHIN PE SHAM SIRHAANE LAGAKE BETH GAYE

JALE JO REIT MEIN TLUVE TO HUMNE YE DEKHA,
BAHUT SE LOG WAQHIN PAR CHATPATA KE BETH GAYE

KHADE HUE THE ALAWON KI AANCH LENE KO,
SAB AAPNI AAPNI HATHELI JALA KAR BETH GAYE

DUKAANDAR TO MELE MEIN LUT GAYE YAARO,
TAMASBEEN DUKAANE LAGAKE BETH GAYE

LAHU-LUHAN NAAZRO KA JIKAR AAYA TO,
SHREEF LOG UTHE DUT JAAKAR BETH GAYE

YE SOCHKAR KI DARKHATO MEIN CHAWN HOTI HAI,
YAHAN BABOOL KE SAAYE MEIN AAKE BETH GAYE